Likhta hun main khatt chandni raato ko,
jab yaad karta hu teri baaton ko.
jab yaad karta hu teri baaton ko.
Gir parte hai aansu mere kagaz par,
kaash badal sakta apni hath ki lakeero ko?
Agar hoti tum meri takdeer mein,
jagta na main tanha raato ko.
Gum hee milta hai, jo chalte hain ishq k raasto par,
doobte hai aansuo mein, aur kostein hai apni aankho ko.
Na dekhti ye uss chehre ko, to sehna na parta is laachaar dil ko.
Doob gya pyar mein unke, pyar ki kadar na thi jinko. Likhta hu main...
5 comments:
hey prabh...
tht poem was great....
tuhanu tan shayar banna chahida si...
a sad poem but great...
keep it up...
rupi
jst 1 wrd gr88888888
agar yeh aankein na hoti.....
to deedar na karte us kayamat ka,
kyon koste ho un lakerin ko,
unse milne ka sabab hua,
kya jane yeh kaam tha kis lakeer ka...!
kool dude... sahi hai... hun pata lagya kudian senti kiwe karidia...
hey, brother..awsum wrk dear...
i love it :) keep writin
God Bless U
Post a Comment